Friday, 18 November 2011

Gamgeen Sharies

kabi to koi milega hme b....
 
Soch tha zindagi me kabi to koi milega hme b, jo thamega hath zindgi bhar hmara b, koi to hoga jo zindagi bitayga sirf hmare saath hi, ye khwaab to sirf khwaab ban kr rah gaya, jise apna samjh baithe the wo hi zindgi bhar k liye aansu de gaya....
 
 
 
Waqt k samndar me....
 
Waqt k samndar me kis kadar dubte rhe khwaab mere, lehro ne zindagi ki b kya h khel khela kis kadar muje le ja kar kisi anjan sahil par h chhoda, ek waqt tha jab kat ta nhi tha ek pal unka bin hmare aaj wo hi de kr ashko k tohfe wo kahte h na hm the aur na tum the kabi mere......
 
 
 
 
Ek khushi ki chah me....
 
Ek khushi ki chah me zindgi guzaar di, jisko di khushiya maine usne hi gamo ki duniya beshumar di, hmne chaha jise beintha ussi ne mujhe dard-e-tanhai har mod par di......
 
 
 
 
 
jab chaha sath kisi ka....
 
Chale saath sabke par jab chaha sath kisi ka to khud ko akela paya, khushiya luta apni di sabko hassane k liye par jab hmne muskurana chaha to namm aankho me aansuo ko paya, chalte rhe har kadam pe sabi k par jab khud ne kisi ko chaha to tanha paya, luta di zinadgi apni sabki sawarne k liye par jab maut ko gale lagana chaha to usse b saath na paya.....

Tuesday, 15 November 2011

Gamgeen Sharies


gam chhipate h....
Hass kr apna gam chhipate h, aansu nikalte h to usse pani batate h, muskurate h hm q ki unhe hmara muskurana pasand tha, isliye jab chhod gaye mujhe tanha tab bhi unki khushi k liye hi dard chhipa kar unhe yu yaad kar har ghadi muskurate h..
 
 
 
 
 
Hai shikwa nhi..
Hai shikwa nhi usse, hai shikwa nhi kisi se, hai shikwa to bas apne nasib se, bachpana se dard-e-tanhai payi hmne, fir jab mila saath unka laga ab to kam ho jaygi dard-e-tanhai zindgi me, ye sochna galat nikal ya fir kismat ka fesla yahi tha, jinka sath pa kar khush the hm wo bhi kr gaye iss kadar yu ruswa zindgi me ek din.....
 
 
 
 
 
bachapan ki wo duniya....
Mere bachapan ki wo duniya baht achhi thi, jhuth, fareb, dhokhe wali baat waha nhi hoti thi, dekhte the khwaab bhi par wo bhi kitne sachhe the jab hm bachhe the q ki unme kisi k aansu nhi sabki muskuraahat hoti thi, waha na dil todne aur na jodne wali baat hoti thi, bikhra tha pyar har jagah uss waqt, na tha koi dur na tha koi paas yar apna, duniya ki rasmo riwaz se dur wo duniya baht achhi thi....
 
 
 
 
bhula du usse...
Chaha baht bhula du usse, dil se kr du juda usse, chhod du usse yad krna, khatm kar du usse har rishta apna, par na jane rab ki kya h marzi, jitna kiya h usse dil se dur uski yaad utni h jyada aane lagi, todna chaha jb usse apna rishta tab tab kaise tha paya usse beete lamho ki baate wo yad aane lagi, na kr sake dil se dur usse bhale puri zindagi intzar me guzarni padi uski..

mil kar unse apne ashk hum chhipate hain....

mil kar unse apne ashk hum chhipate hain, dekh kar puch na le ki ye kyon nikal aate hain, unke jaane pe hum iss dil ko samjhate hain, ae naadan dil wo nhi hai teri wafa k kaabil, ae o nadan dil nikal de unhe apni inn dhadkano se, ye sun kar dil kahta hai hai yakin mujhe ek din unhe bhi mujhse pyaar ho jaayga, hai wo bewafa aaj bhale lekin ek din wo bhi mere liye wafa kar jaayga, jaise aaj wo hai meri dhadkano mein kal unki har dhadkan mein b sirf mera naam aayga, ye kah kar mera ye dil mujhko samjhata hai, jo tadap di hai unhone mujhe wo ye kah ye kuch kam kar jaata hai...

intzaar

tumhe bhool jaau ye kahna aasan hai karna mushkil, tumse door jaau ye kahna aasan hai karna mushkil, kar du tumhe juda khud se ye ye kahana aasana hai karna mushkil, par tera intzaar karu main zindagi bhar ye mushil to hai par teri yaado k saaye mein tera intzaar karna aasarn hai...

waqt ne fir ye kaisi...

Waqt ne fir ye kaisi karwat hai badli, jise pana apni khushnasibi samjhte rahe wo hi meri badnasibi nikali....

sad song




humne di khushiya unko duniya mein, na mili mujhko unse iss jahan mein, ooooo

humne di khushiya unko duniya mein, na mili mujhko unse iss jahan mein,  !!!!


kar di kurbaan apni sab nishaniya, chhod diya unko bhi jo the mere apne, unke liye maine to sab ko bhula diya, de diya sab kuch jo bhi mere paas tha, bana k apna mujhe wo dhokhe dete rahe, dil bhi unhi dhokho mein jeeta raha, chah kar bhi unse na kuch bol saka, door jana chahta tha par wo bhi na ho saka !!

ajeeb khel hai ye mohbbat ka, hoti bhi hai to unse jo todte hai dil ko sheeshe ki tarah, bana k dil k rishte ko  ek khel wo chhod jaate hain, tod jaate hai dil aur tanha kar jaate hain, kyon ye dil chah kar bhi na door unse hai ho  pata, na rakhte hai wo apne kareeb fir bhi har jagah ye dil sirf unhi ko hai dhoondta hai rahata !!!!!!!!!!!!!!!

kaash ye dil todne walo ko bhi aisa koi mil jaaye, apna bana kar unhe bhi koi chhod jaaye, dete jo dard judai ka, bana k akela jo chhod dete hain majhdaar mein wo, kaash unhe bhi koi aisa mile jo chhod jaaye unhe bhi yu hi tanhai mein, de unhe bhi koi dard aisa jo dete hai wo aksar hume to humesha, 

ae rab tu sun meri ye fariyaad kabhi, ho jaaye unhe bhi kisi se sachhi chahat kabhi, de jaaye unki mohbbat unhe bhi dkokha kabhi!!
kabhi to kar de wo bhi kisi pe apna sab kuch kurbaan, luta de apni dilo jaan, chaahe usse wo bepanah,
wo hi chhod de unhe ek din bewazah, kar k jhoothe wade tod jaaye unhe, chhod jaaye unhe beech rah mein!!

 
humne di khushiya unko duniya mein, na mili mujhko unse iss jahan mein, ooooo

humne di khushiya unko duniya mein, na mili mujhko unse iss jahan mein,  !!!!


humne di khushiya unko duniya mein, na mili mujhko unse iss jahan mein, ooooo

humne di khushiya unko duniya mein, na mili mujhko unse iss jahan mein,  !!!!



                               



Dosti

Dosti me ladai b hoti h aur pyar b, judai b hoti h aur yaar se milne ki khwaaish b hoti h, toote dil jab dosto ki mehfil me ja kr dard kam krne ki unki apni koi tarkeeb sujhai hoti h, dete h har mod pe saath ye dost, tabi to kahte h hm dosti badi hasin chiz hoti h.....