gujra hua waqt kabhi laut kar nahi aata, jo chala gaya chhod kar hume wo wapas nahi aata, zindagi ki iss daud mein jane kitne hume milenge , kuch door tak saath nibhaynge aur kuch beech mein hi tanha chhod sirf yaadon mein rah jange........
this is not only a hindi sher o shayri site, there is also u can see short stories, articals, poetry in ur own language yes off course in hindi......
Thursday, 19 July 2012
pyar ek tarfa aur do tarfa
log kahte hain ek tarfa pyaar sada dard deta hai, par hume lagta hai uss dard me jo sukoon hota hai wo do tarfa pyaar mein kahan hota hai, unke chehare pe khushi dekh kar dil ko raahat milti hai jahan ek tarfa pyaar mein wahi iss do tarfa pyar mein unki ek khushi k liye har ghadi khud ko aansuon k saagar mein duboona padta hai.........
Friday, 13 July 2012
Thursday, 12 July 2012
sachha dost.........
kisi k dost kahne pe koi dost nhi bnta, kisi k saath chalne se apna nhi hota, dost to wo hota hai jo zindgi k har modd pe saath deta hai, jab chhod jate hai apna saath jahan apne waha dost zindagi ki dubti kashti ko sahara deta hai, yu to khushi k mauke pe jane kitne dost milenge par sachha wo hi hota hai jo sab khuch kho jane k baad b saath deta hai...... har ek frd jaruri hota h bt selfish nd cheater also jhute dost not required..
Saturday, 7 July 2012
yaad aate ho.......
har lamha tum yad aate ho, har jagah tum hi nazar aate ho, dekhte hai hm aksar khwaabon me tumhe par jab khulti h aankhe nind toot jane par tab q aisa lagta h hme ki tum hi hme jaga kar kahi chhip jate ho.. love 4 evr..
Friday, 6 July 2012
kuch log kitne khaas hote hain
kuch log kitne khas hote h, dur ho kr b dil k paas hote, milte nhi wo jab dil pukarta h unhe par fir b na jane q har kahi apne ahsaas k saath hote h, kuch log kitne khas hote h..
Subscribe to:
Posts (Atom)