this is not only a hindi sher o shayri site, there is also u can see short stories, articals, poetry in ur own language yes off course in hindi......
Sunday, 25 September 2011
Tuesday, 13 September 2011
dard bhari shayries
Log puchte h...
Log puchte h mujse kya raaz h meri baato ka, log puchte h mujse kya saaz h mere suro ka, log puchte h mujse q h itna dard meri baato me, log puchte h mujse kaun h meri sanso me, h diye jisne itne gam, kaun h wo itna beraham, log puchte h mujse uska naam har dam..
bhula du tumhe main...
Dil chahta ki bite huye kal tarah bhula du tumhe, dil chahta h saath bitaye lamho ko khwaab samjh k bhula du mai, par bhulau kaise tumhe mai, tumse dur ja kar bhi jo h parchhai tumrhari mere peechhe usse dur jau kaise main..
kyon dur karte hain Ishwar unhe humse..
jisse hm jaan se jyada pyar krte hai, Ishwar unhe hi hmse dur q krte h,agr dur unhe krna hi hota h to wo kisi ko hmare dil mein jagah dilate hi q h..
dosti
Nasib se milti h daulat, nasib se milti h chahat, nasib se milta h pyar, par sirf khushnasibi se hi mil pata h tum jaisa yaar....... Mis u all.....
Monday, 12 September 2011
zindagi to ek kitaab hai
zindagi to ek kitaab hai, jisme laakho sawal aur jawab hai, jiska har ek paath laa jawab hai,iske har ek panne mein hote na jaane kitne khwaab hai, jee lo zindagi ko apna har gam bhula kar, kya pata kal koi iss kitaab mein saath ho ya na ho....
Jalte h jaise diye- sad shayari
Jalte h jaise diye waise jalta h mera dil, ek bewafa se maine kari dillagi usne jalaya h mera dil, socha tha fir bhi shayad ye hi hai mere naseeb me par wo chhod gaya muje, kahte h log tumse dur jana badnasibi h uski aur saath hi wo to tha
tumhare na kabil, jaane socha tumne kya jo de diya tha usko apna dil,
par aata hai ye khyaal dil mein mere aate hain aise hi log kyon zindagi mein mere jo de kar gam befawai ka kar ke tanha mujhe dur chale jaate hain, puchhta hai ye mann mera khud se hi ye sawal aakhir wo hi kyon milte hain mujhe jo dikha ke haseen khwaab, jata ke beinthaa pyaar kar ke fir ek din ruswa dur chale jaate hain, aakhir ye bewafa hi kyon zindagi mein meri aate hain,
kya ab wafadaar nahi hote mohabbat mein log ya fir naseeb mein hi likhi hai bewafai milna mujhe har roz, iss befawai ka hi aalam hai dekho jo Jalte h jaise diye waise jalta h mera dil..
Saturday, 10 September 2011
Subscribe to:
Posts (Atom)