kitni suni hai ye zindagi tere jane k baad, tanha hon mai har ghadi tere jane k baad, hai kahan ab tu na hai mujhe pata, par jara dekh kabhi mudkar bhi tu muje, kis kadar bikhar gayi hai meri ye zindagi tere jane k baad, maaf kar mujhe jo dard diya maine tujhe, jo chhod diya akela tujhe, de de chahe jitna dard ab tu mujhe,nhi jiya jata mujhse ab ek pal bhi aise tere jane k baad, kis tarah bikhar gayi hai meri duniya tere jane k baad, ruth gayi hai har khushi meri aise bas tere jane k baad, ab to hai muje tera intzaar, mehkegi meri ye duniya tabi sirf tere aane k baad..
this is not only a hindi sher o shayri site, there is also u can see short stories, articals, poetry in ur own language yes off course in hindi......
Tuesday, 11 September 2012
Monday, 10 September 2012
udaas mann puchhta hai mujhse baar baar..................
udaas mann puchhta hai mujhse baar baar, kya zindagi bhar mujhe karna padega unka intzaar, kya wo aaynge kabhi laut kar yahi, kya hoga unhe bhi mujhse milne ka aise hi intzaar, kya wo bhi honge waha yu hi bekarar, udaas mann puchhta hai mujhse baar baar, par kya batau usse, kaise samjhau usse, jinka hai usse intzaar, wo na aaynge yaha kabhi, unhe nhi hai hmara intzaar kyon ki wo nahi karte hain humse pyaar, dil lagana to bas ek bahana tha unka humare nazdik aane ka, dil tod kar dur chale jana hi aadat thi unki, jo khilona samajh k tod kar gaye hai wo iss dil ko, wo na ab lautenge fir kabhi, kaise samjhau apne iss mann ko jo puchhta hai mujhse har baar yahi kya wo aaynge kabhi laut kar yahi............
hm jitna unhe bhulana chahte hain............sad shayri
hm jitna unhe bhulana chahte hain wo utna hi hme yad aate hain, ye
mohabbat b kya chiz hai mere khuda, jo iss dil ko todta hai har baar
bas ussi ko hm apna banana chahte hain
mohabbat b kya chiz hai mere khuda, jo iss dil ko todta hai har baar
bas ussi ko hm apna banana chahte hain
kis kadar hm door hote gaye- sad shayri.........
kis kadar door hote gaye hm, kabi door ho kar bhi kareeb the aur aaj kareeb ho kar bhi door hote gaye hm, kyon iss kadar majboor hote gaye hm, kyon iss kadar door hote gaye hm, kabhi saath rahne ka waada tha hmara, kabhi zindagi ka har lamha saath jeene ka khwaab tha hmara, kyon aaj juda aise hote gaye hm, kyon iss kadar door hote gaye hum , na bewafa ho tum aur na hai bewafa hm fir bhi kyon na wafa kar sake hum, kyon na saath rah sake hm, kyon huye itne majboor hm, kyon haalat se haar kar iss kadar door hote gaye hm, kyon huye itne majboor hm, kyon huye itne door hm..........
Thursday, 30 August 2012
hasna seekhne lage
Dukhon ko bhula kr hm hasna seekhne lage, gam k andhere me b hm khushi k khwaab dekhne lage, socha kismat itni b buri nhi h hmari q zindagi k har toofan me hmare dost hmesha hmare saath rahe, kya hua jo na mila saath kisi ka hme, par zindagi ki har ladai me saath dene wale mere dost saath rahe....... Dear frdz pls nvr evr leave me alone.. Miss u all..
sad shayriक्यों चाहत है इस दिल को उनके के पास जाने की,

Good Night poetry with......................Hororr sound.............
Ek kahani muje tumhe sunani h, sooni hawali aur kaali raat k saath har taraf bikhari bas viraani h, andheri raat me, safed libaas me suni haweli me ye tahlti aakrati na to kisi ki daadi aur na naani h, baal bikhere safed libas haath me mobatti jala kr har kamre me ja kr bas har jagte huye, har bhatke huye ko kahti h
So ja
Q ki raat bitne wali aur subah hone wali h
So ja
Q ki raat bitne wali aur subah hone wali h
Subscribe to:
Posts (Atom)