Sunday, 16 October 2011

God's Song (Hindi)

hmmmmmmmmmm, hmmmmmmmmmm, hmmmmmmmmmm, hmmmmmmmmmm, hmmmmmmmmmm, hmmmmmmmmmm, hmmmmmmmmmm, hmmmmmmmmmm,
                                

tujhse door jaate bhi h, door ja kar paas aate bhi hai, tu hi to mera sahara ho parmeshwar ho parmeshwar,        
                               

tu hi to hai mera sahara,tu hi to hai mera sahara,mera ye jeevan to hai bas tumhara, ooooo parmeshwar tu hi to hai mera sahara,mera ye jeevan to hai bas tumhara hey parmeshewar,
                            

ek binti hai oo ek binti hai, isse maan le tu ohh prabhu ohh prabhu,  jab tak jeeyu tera ho kar rahu,jab tak jeeyu tera ho kar rahu, na karna mujhe  khud se door, oo parmeshwar, oo parmeshwar,
                               

mujhe pe rahe teri kripa sada, ooo mujhpe rahe teri kripa sada, rahu main tera daas sada, na chale jana tum kabhi mujhse door haan mujhse door ooo prabhu ooo prabhu, tere bin na main jee sakunga prabhu,na jee sakunga prabhu,
                              

main to hoon paapi ghor prabhu, laakhon hai burai mujhme prabhu, tum to ho dayaalu  hey mere swaami, mujhe mein to jaane kitnee kami, fir bhi apna lo mujhko mere swaami,

 jaisa bhi hoon tera daas hoon, jeevan se haara hua aaya to ab main tere paas hoon, bhoola hoon bhataka hoon aaj tere paas hoon, tera hi daas hoon, aakhir le kar kitnee ummide apni main aaya tere paas hoon, na thukaran tum mujhe hey parmehswar hey parmeshwar, hey Ishwar ooo hey Ishwar,
                                
kar de maaf meri har khata ko tu, huii hai laakho jo mujhse bhool hey prabhu ooo hey prabhu, apna le mujhe bas tu prabhu haan tu prabhu, 

karta rahunga jo tu kahega, jeevan mein na ab koi chhal rahega, haan prabhu haan prabhu, karta rahunga jo tu kahega, jeevan mein na ab koi chhal rahega, 

diya hai tujhe arapna apna ye jeevan haan ye jeevan, hey prabhu hey prabhu,              
                                 


tujhse door na ab jaaunga main, tere paas sadaa ab rahunga main,tujhse door na ab jaaunga main, tere paas sadaa ab rahunga main,
  
tu hi to mera sahara haan tu hi to mera sahara,       oooooo parmeshwar, oooooo parmeshwar, oooooo parmeshwar, oooooo parmeshwar
                         


hmmmmmmmmmm, hmmmmmmmmmm, hmmmmmmmmmm, hmmmmmmmmmm, hmmmmmmmmmm, hmmmmmmmmmm, hmmmmmmmmmm, hmmmmmmmmmm,

shayari

Jab miloge hmse
 
Jab miloge hmse to banegi koi kahani, jab chaloge saath hmare to kat jayega safar aise jaise beete huye kal ki zindgaani, jab banaoge mujhe apna tab ban jaiye ye zindagi bahut suhaani, aur agr na mil paaye kabhi hmse to tootega dil mera aur rah jaayga meri aankho me zindagi bhar paani......
 
 
 
 
 
 
 
 ye dhadkan kya kahti hai
Ae dil jara sun ye dhadkan kya kahti hai, ae dhadkan jara bta tu kiska naam baar baar leti hai, kaun aaya chupke se jo tere dil hai aise samaya, bas gaya teri saanso me aur dhadkan me har baar bas unhi ka naam hai aaya, ae dil aaj muje ye to bata jara....
 
 
 
 
 
 
 barso beet gaye
Tumse milne ki chahat me barso beet gaye, tumhe dekhne ki hasrat liye jamane beet gaye, kabhi to aaoge mere paas mere hamdam iss khwaab ko aankho me liye aaj hum apni aakhiri saans tumhare naam kar k chal diye....
 
 
 
 
 
 
 
 jeet paate hain unka dil....
Ye pyaar bhi kya chiz hai, isme haar kar bhi jeet hai, haarte hain jab hum kisi ki chaht mein apna dil tabhi jeet paate hain unka dil....
 

Saturday, 15 October 2011

ek baar to mujhe mere pyaar se mila de

karte hai duaa hum khuda se, ek baar to mujhe mere pyaar se mila de, di hai usne ye dooriya hume, ab to hume kareeb laa de, tarsa na aur hume unke deedar k liye itnaa, zandagi bhar na sahi ek pal ka sahi par unka chehra to dekha de, jee lenge iss ek pal ko zindagi maan kar hum, ae khuda to mere liye wo ek pal to laa de......

Wednesday, 12 October 2011

shayari

 
Dur gaye the tum jab mujse......
 
Dur gaye the tum jab mujse, sooni ban gayi thi meri zindagi, huaa ahsaas muje tumhare jane pe, the kitne khaas tum mere liye, hua tumhare uss pyar ka ahsaas jo tha sirf mere liye, ab na jana mujse yu dur tum kabhi, tum bin viraan ho jaaygi zindagi meri........
 
 
 

 Khush hu baht.......
 
Khush hu baht tera saath pa kar, khush hu baht tumhe pa kar, na chhod jana tum muje fir ab kabhi, tum bin zindagi to hogi par teri kami na hogi poori fir kabhi.......

Friday, 7 October 2011

दोस्ती कितनी खूबसूरत चीज़ होती है


दोस्ती कितनी खूबसूरत चीज़ होती है, मीलों की दूरी हो कर भी दिलो की नजदीकी होती है, इसमें कभी गम ऐ  जुदाई तो कभी मिलन की ख़ुशी होती है,
ज़िन्दगी के हर एक पल में दोस्त की ज़रूरत तो हर पल  होती है,दोस्त से बाद कर शायद ही कोई और चीज़ होइत है क्यों की दोस्ती दुनिया में सबसे खुबसूरत चीज़ होती है।

Monday, 3 October 2011

dil toota


Dil toota jag chhoota, dost rootha jag jhootha, koi apna ban k dur hua to na jag chhoota na jag jhootha, bewkoofi tmhari aise waise ko apna bnate hi q ho jo baad me rote firo....

tum bin kitnee sooni hai meri zindagi


tum bin kitnee sooni hai meri zindagi, tum bin ab rahi na meri khushi, tum bin na rahi ab mere laboo pe hassi, tum thi mere saath to lagta tuniya hai mere paas, par aaj yu door kitnee chali gayi ho mujhse, tumhare iss kadar mujhse door ho jaane pe ho gayi hai kitnee meri zindagi berukhi, kaise dikhau tujhe apana dard bhara dil, hai pata mujhe tu bhi h na khush waha, yaad tumhe bhi aata hai saath bitaye palo bhara wo samaa, par hum tum hi iss kadar ho gaye hai mazboor, jitne the paas aaj ho gaye hai ek doosre se itnaa door, par hai yakin mujhe milenge hum zaroor fir, hoga milan fir hmara chahe fir se lena pade koi janm dubara....