"khwaab dikhati hai chahate, dil dhadkati hai chahate, arman jagati hai
chahate, khushi dikhati hai chahate, gerron ko karib lati hain chahate, ajnabi ko
apna banati hai chahte,
Fir ek din tod ke wo hasin khwaab tanha chhod jati hai chahate, dil mei gam aankhe nam kar juda ho jati hai chahate, jo bante hai kabhi apne usse hi begana bana jati hai chahate, apno ko apno se juada kar apno se dur le jati hai chahate ,ek khushhaal zindagi ko ujaad kar barbad kar jati hai chahate, aur kya kahe archu inke bare mein zinda laash bana kar thokare khaane duniya mein akela chhod jati hai ye chahate, zinda rahte huye maut ke intezaar mein pal pal tadapte huye duniya mein akela chhod jaati hai ye chahate
zinda rahte huye maut ke intezaar mein pal pal tadapte huye duniya mein akela chhod jaati hai ye chahate
zinda rahte huye maut ke intezaar mein pal pal tadapte huye duniya mein akela chhod jaati hai ye chahate , "
sundar
ReplyDelete