"Mere mann mein aata hai ek vichaar,
Dekh duniya mein itnaa ye vyabhichar,
Kyon na kanooni ho jaaye bhrashtachar,
Purashkrat ho WO Jo karte hai atyachar,
Saza mile usse Jo dikhaye shishtachaar,
Jail jaye shakhs jo darshaaye sadachar,
Unche ohade mile usse kare anaachaar,
Unche samman payeJo kare duraachar,
Mot mile use jo darshaye uch achar-vichar,
Tabi uncha uthega desh jab gunjegi chitkar,
Garib ashaayon ki hogi chahu oor hahakar,
Na suni hai na sunega unki koi fir pukaar,
Ram nahi Rawan ka hi dikhega yaha darbar,
lazzit ise ho shayad jan-jan me laute sanskar,
Mita ke apni har burai fele fir yaha sadachar,
Aata hai man me mere Bharat ke liye ye vichar-3"

No comments:
Post a Comment