"ishwar
kahte hai "wo hm sab mein rahte hai, kintu hm unme nhi hai, ishwar ka
abipraye hai jaise ek baalak apne mata pita ka ek ansh hota hai waise hi
hum sab uss prabhu ka ek ansh hain, kintu jis prakar ek baalak apne
mata pita ka ansh hota hai kintu mata pita uska nhi hote, mata pita
jitne chahe apna ansh apne baalak k roop mein sansaar ko de skte hai,
kintu baalak apni ichha se mata pita ko iss duniya mein nhi la sakta,
waise hi hum prabhu ka ansh jarur hain kintu wo humara ansh nahi hai,
uski ichha se sansaar ki samasht cheezo ka nirmaan hua hai, tabi to kan
kan mein virajit hai, wo hum sab mein hai kintu hum sab usme nhi hai,
mrityu k pashchaat hum uske paas jate hain aur wo , uski to kabhi mrityu
hoti hi nhi hai, wo to janm maran se kosho door hai,, ." issi tarah
ishwar hmare janak hain, hm ishwar ka ansh hai, wo hmare andar hai kintu
hm usme nhi hain.."
Thanks and Regards
*****Archana*****
No comments:
Post a Comment