Saturday 30 July 2011

ajab khel hai

ajab khel h ishk ka,kabi ye hassats h to kabi rulata, kabi rula k hassata to kabi hassa k rulata h, ishk karke khush kon rah paya h, ishk me sabne apna haal-e-dil chhupaya, pyaar krne wale kahte h main khush hu unka saath pa kar, par jara unke dil me jhaank kar dekhiye jo kisi k pyaar me har pal roya h...

No comments:

Post a Comment