Thursday 20 October 2011

intzaar kiya karenge.....

Tumhari yaado ko dil me basaye rakhenge, tumhare saath bitaye har lamho ko dil me sanjoy rakhenge, mujhse dur jana, mujhse bichhad jana ye majburi thi tumhari, par hum teri yaado k saath tere laut aane ka har lamha intzaar kiya karenge.....

No comments:

Post a Comment