Thursday 19 July 2012

pyar ek tarfa aur do tarfa

log kahte hain ek tarfa pyaar sada dard deta hai, par hume lagta hai uss dard me jo sukoon hota hai wo do tarfa pyaar mein kahan hota hai, unke chehare pe khushi dekh kar dil ko raahat milti hai jahan ek tarfa pyaar mein wahi iss do tarfa pyar mein unki ek khushi k liye har ghadi khud ko aansuon k saagar mein duboona padta hai.........

No comments:

Post a Comment