Monday 10 September 2012

udaas mann puchhta hai mujhse baar baar..................

udaas mann puchhta hai mujhse baar baar, kya zindagi bhar mujhe karna padega unka intzaar, kya wo aaynge kabhi laut kar yahi, kya hoga unhe bhi mujhse milne ka aise hi intzaar, kya wo bhi honge waha yu hi bekarar, udaas mann puchhta hai mujhse baar baar, par kya batau usse, kaise samjhau usse, jinka hai usse intzaar, wo na aaynge yaha kabhi, unhe nhi hai hmara intzaar kyon ki wo nahi karte hain humse pyaar, dil lagana to bas ek bahana tha unka humare nazdik aane ka, dil tod kar dur chale jana hi aadat thi unki, jo khilona samajh k tod kar gaye hai wo iss dil ko, wo na ab lautenge fir kabhi, kaise samjhau apne iss mann ko jo puchhta hai mujhse har baar yahi kya wo aaynge kabhi laut kar yahi............

No comments:

Post a Comment