kis kadar door hote gaye hm, kabi door ho kar bhi kareeb the aur aaj kareeb ho kar bhi door hote gaye hm, kyon iss kadar majboor hote gaye hm, kyon iss kadar door hote gaye hm, kabhi saath rahne ka waada tha hmara, kabhi zindagi ka har lamha saath jeene ka khwaab tha hmara, kyon aaj juda aise hote gaye hm, kyon iss kadar door hote gaye hum , na bewafa ho tum aur na hai bewafa hm fir bhi kyon na wafa kar sake hum, kyon na saath rah sake hm, kyon huye itne majboor hm, kyon haalat se haar kar iss kadar door hote gaye hm, kyon huye itne majboor hm, kyon huye itne door hm..........
this is not only a hindi sher o shayri site, there is also u can see short stories, articals, poetry in ur own language yes off course in hindi......
Monday, 10 September 2012
Thursday, 30 August 2012
hasna seekhne lage
Dukhon ko bhula kr hm hasna seekhne lage, gam k andhere me b hm khushi k khwaab dekhne lage, socha kismat itni b buri nhi h hmari q zindagi k har toofan me hmare dost hmesha hmare saath rahe, kya hua jo na mila saath kisi ka hme, par zindagi ki har ladai me saath dene wale mere dost saath rahe....... Dear frdz pls nvr evr leave me alone.. Miss u all..
sad shayriक्यों चाहत है इस दिल को उनके के पास जाने की,

Good Night poetry with......................Hororr sound.............
Ek kahani muje tumhe sunani h, sooni hawali aur kaali raat k saath har taraf bikhari bas viraani h, andheri raat me, safed libaas me suni haweli me ye tahlti aakrati na to kisi ki daadi aur na naani h, baal bikhere safed libas haath me mobatti jala kr har kamre me ja kr bas har jagte huye, har bhatke huye ko kahti h
So ja
Q ki raat bitne wali aur subah hone wali h
So ja
Q ki raat bitne wali aur subah hone wali h
sad shayri,-Mere sapno ki mala k moti tut kr bhirte gaye
Mere sapno ki mala k moti tut kr bhirte gaye, jitna hm khush rahne ki hasrat me jiye utne hi gam hme milte gaye, kya kahu kisi gerr ko kuch q dil tod kar jane walon me sabse pahle mere apne hi rahe.....
dost , pyaar aur God
Jab kisi par musibat aati h tab 2 logon ko har shakhs sabse phle yad krta h,
1. God ko, jise wo apni busy lyf me imp. dena jaruri nhi samjhta..
2. Dost. Jab musibat aur dukhon ka pahad zindagi me toofan ban kahar dhaane lagta h tab hi apne bhule bisre doston ki yaad aati h,
aur pta h pyar kya h?
Pyar uss hi bala ka naam h jiskee wazah se zindagi me kuch pal ki khushi k baad milti tanhai aur laachari h, par fir bhi pyar ko shukriya q ki thokar lagane k baad aakhir apno k karib laane ka sabak ye hi to hume sikhati hai, aur Ishwar se nazdiki bhi to Pyaar karne walon ko hi prapt hoti hai, aakhir raat din premi uss Rab se milne ki dua jo maangte hai, isliye ye Ishwar ke kareeb bhi hume laati hai,.....
So frds hmesha cont me raho apne doston k, apne pyar k milne k baad doston ko mat bhulo, q ki zindgi k har mod pe sath nibhate h dost, jahan apne b kabi chhod dete h saath waha haath thaam kar fir se jeena sikhate h dost, aur uss Rab ko bhi sirf tab hi mat pukaro jab musibat mein ho aur apne pyaar se milne ki dua unse karnee ho, apne pyaar se jyada aitbaar uss rab se par rakho, aur yaad rakhna Rishta tab tak hi humare saath hai kisi ka bhi jab tak uss rishte par uss parmeshwar ka haath hai, isliye uss Parmeshwar ko bhi kabhi mat bhoolo...

Wednesday, 29 August 2012
A Reall Story- Best Friends
Shama aur Bindu do bahut achhi saheliya thi,dono mein bahan jaisa pyaar tha, jo koi unhe dekhta to sagi bahan hi samajhta, donon ki dosti ko dekh kar har koi heraan rah jata, donon ka college complete hone k baad donon saheliyon ko ek hi office mein ek department mein job mil gayi, college aur fir same office mein kaam karna donon ko bahut achha lagta tha,
dheere-dheere waqt guzarta raha to inke mata pita ne inki shaadi k bare mein socha, jald hi bindu k liye ek achha ladka bhi mil gaya, kuch din baad uski sagai bhi ho gayi , ab wo waqt dheere dheere kareeb aane laga tha jab ye donon saheliya ek doosre se alaag hone wali thi, inhone kabhi socha bhi nahi tha ki ek doosre k bina bhi hume rahna padega,
par shayad kismat ko inka alaga hona nahi likha tha,
kuch waqt baad Shama ki bhi shaadi tay ho gayi, par shaadi se pahle hi pata chala ki Shama ko cancer hai, aur shayad uska ilaaz kaafi lamba chalega aur iske baad bhi wo theek ho jaaye iskee koi guarantee nahi hai, iss baat ki kharab jab Shama k sasuraal walon ko chali to unhone ye kah kar rishta tod diya ki apna bala humare sarr par mad rahe the, khud ilaaz nahi kara sakte isliye ek beemar ladki ko humare gale baandh rahe the, aap log iss kaabil hi nahi ki uska ilaaz kara sake, kaafi kuch bura bhala bol kar wo ye rishta tod kar chale gaye,
par jab ye baat Bindu ko pata chali to apni shaadi k theek 1 din pahle apni shaadi tod di, aur kaha ki jab tak uskee saheli bilkul theek nahi hoti aur usse pahle jab tak uskee saheli ki shaadi nahi hoti wo tab tak shaadi nahi karegi, Bindu k ghar walon ne bahut samjhaya par wo apni faise par atal rahi,
Shama ka ilaaz kaafi lamba chal aur wo ek din bilkul theek ho kar apne ghar wapas aa gayi, par inn donon saheliyon ne fir dubara shaadi na karne aur humesha ek doosre k saath rahne ka faisla kiya
Subscribe to:
Comments (Atom)