Thursday 20 October 2011

intzaar kiya karenge.....

Tumhari yaado ko dil me basaye rakhenge, tumhare saath bitaye har lamho ko dil me sanjoy rakhenge, mujhse dur jana, mujhse bichhad jana ye majburi thi tumhari, par hum teri yaado k saath tere laut aane ka har lamha intzaar kiya karenge.....

dekha tha ek sapna

Dekha tha sapna, ek ghar ho mera apna, rahe tu usme khush sada, teri uss ek khushi k liye chhod du jaman sara, wo sapna to sirf sapna rah gaya, tune chhoda ab jo saath mera, mere dil me dard aur aankho me tera intzaar rah gaya.......

teri yaad aati hai

Har pal muje teri yad aati h, har pal muje tadpati h, log kahte h mujse waqt k saath tujhse bichhad jane ka gam ho jayega kam, kya karu mai ab to iss dard ko sahte dhire dhire meri jaan nikalti jaati h..

Tujhse bichhdane k gam me

Tujhse bichhane k gam me hm aaj bhi rote h, dekh mujhe rota koi puchh na mere dil ka haal isliye aksar akele me rote h, behte meri aankho se asq mujhse ye kahte h kya tum bhi yaad karte ho mujhe apni uss duniya me jahan na zindagi aur maut k bhayanak saaye hote h......

ye khuda b bada beraham hai

Jisse hm beintha pyar krte h usse hmesha khud se dur chale jane k ahsaas se darte h, wo khuda b bada beraham h, usse hi hm se chhin leta h jise hm bepanah pyaar karte h, ya to usse hmari unse beintha mobbat se jalan hoti h ya fir usse unki jarurat hmse jyada hoti h, lagta h muje kabi ki kahi wo khuda hi nahi ya fir hme zindagi bhar k liye aansu diye bager usse maza aata hi nhi....

Sunday 16 October 2011

God's Song (Hindi)

hmmmmmmmmmm, hmmmmmmmmmm, hmmmmmmmmmm, hmmmmmmmmmm, hmmmmmmmmmm, hmmmmmmmmmm, hmmmmmmmmmm, hmmmmmmmmmm,
                                

tujhse door jaate bhi h, door ja kar paas aate bhi hai, tu hi to mera sahara ho parmeshwar ho parmeshwar,        
                               

tu hi to hai mera sahara,tu hi to hai mera sahara,mera ye jeevan to hai bas tumhara, ooooo parmeshwar tu hi to hai mera sahara,mera ye jeevan to hai bas tumhara hey parmeshewar,
                            

ek binti hai oo ek binti hai, isse maan le tu ohh prabhu ohh prabhu,  jab tak jeeyu tera ho kar rahu,jab tak jeeyu tera ho kar rahu, na karna mujhe  khud se door, oo parmeshwar, oo parmeshwar,
                               

mujhe pe rahe teri kripa sada, ooo mujhpe rahe teri kripa sada, rahu main tera daas sada, na chale jana tum kabhi mujhse door haan mujhse door ooo prabhu ooo prabhu, tere bin na main jee sakunga prabhu,na jee sakunga prabhu,
                              

main to hoon paapi ghor prabhu, laakhon hai burai mujhme prabhu, tum to ho dayaalu  hey mere swaami, mujhe mein to jaane kitnee kami, fir bhi apna lo mujhko mere swaami,

 jaisa bhi hoon tera daas hoon, jeevan se haara hua aaya to ab main tere paas hoon, bhoola hoon bhataka hoon aaj tere paas hoon, tera hi daas hoon, aakhir le kar kitnee ummide apni main aaya tere paas hoon, na thukaran tum mujhe hey parmehswar hey parmeshwar, hey Ishwar ooo hey Ishwar,
                                
kar de maaf meri har khata ko tu, huii hai laakho jo mujhse bhool hey prabhu ooo hey prabhu, apna le mujhe bas tu prabhu haan tu prabhu, 

karta rahunga jo tu kahega, jeevan mein na ab koi chhal rahega, haan prabhu haan prabhu, karta rahunga jo tu kahega, jeevan mein na ab koi chhal rahega, 

diya hai tujhe arapna apna ye jeevan haan ye jeevan, hey prabhu hey prabhu,              
                                 


tujhse door na ab jaaunga main, tere paas sadaa ab rahunga main,tujhse door na ab jaaunga main, tere paas sadaa ab rahunga main,
  
tu hi to mera sahara haan tu hi to mera sahara,       oooooo parmeshwar, oooooo parmeshwar, oooooo parmeshwar, oooooo parmeshwar
                         


hmmmmmmmmmm, hmmmmmmmmmm, hmmmmmmmmmm, hmmmmmmmmmm, hmmmmmmmmmm, hmmmmmmmmmm, hmmmmmmmmmm, hmmmmmmmmmm,

shayari

Jab miloge hmse
 
Jab miloge hmse to banegi koi kahani, jab chaloge saath hmare to kat jayega safar aise jaise beete huye kal ki zindgaani, jab banaoge mujhe apna tab ban jaiye ye zindagi bahut suhaani, aur agr na mil paaye kabhi hmse to tootega dil mera aur rah jaayga meri aankho me zindagi bhar paani......
 
 
 
 
 
 
 
 ye dhadkan kya kahti hai
Ae dil jara sun ye dhadkan kya kahti hai, ae dhadkan jara bta tu kiska naam baar baar leti hai, kaun aaya chupke se jo tere dil hai aise samaya, bas gaya teri saanso me aur dhadkan me har baar bas unhi ka naam hai aaya, ae dil aaj muje ye to bata jara....
 
 
 
 
 
 
 barso beet gaye
Tumse milne ki chahat me barso beet gaye, tumhe dekhne ki hasrat liye jamane beet gaye, kabhi to aaoge mere paas mere hamdam iss khwaab ko aankho me liye aaj hum apni aakhiri saans tumhare naam kar k chal diye....
 
 
 
 
 
 
 
 jeet paate hain unka dil....
Ye pyaar bhi kya chiz hai, isme haar kar bhi jeet hai, haarte hain jab hum kisi ki chaht mein apna dil tabhi jeet paate hain unka dil....