this is not only a hindi sher o shayri site, there is also u can see short stories, articals, poetry in ur own language yes off course in hindi......
Sunday 25 September 2011
my thought 2
kyon jaane wale hume yu tanha chhod k chale jaate hai, wo ek baar b nhi sochte ki jinko wo chhod k ja rahe hain unka kya haal hoga unke jaane pe, shayad unhe b hota hoga par wo jata nhi paate apna pyaar, waqt unhe kuch b kahne se pahle humse chhen jo leta hai
god hume kuch deta hai to usse chheen b humse leta hai, usse hmse wo cheez jo hme duniya mein sabse pyaari hoti hai chheenne mein dukh nhi hota hia kyon ki wo to khud hi sab kuch banata aur bigadta hai, usse hak hai jo cheez usne banayi hai usse ek din apne paas wapas lene ka, par iske saath hi wo ek kaam aur kare hume kabi kisi k moh mein na baandhe, pahle god hume moh mien baandh deta hai fir humse wo cheez cheen leta hai jiske bina jeena mushkil ho jaata hai..
my thought
Pyaar duniya ki sabse khubsoorat aur keemti chiz h, par afsos ki ye aaj k samaaj(society) se khoti ja rahi h, pyar ki jahah har jagah swarth(selfishness) aa gaya h, log kahte h ki hm unhe bht chahte h, par sach to ye ki kisi ko chahne k peeche b unka apna swarth chhipa hota h..
Sachha pyar aaj duniya me bacha hi nahi h..
shayari
Q rahta h intzaar har pal unke aane ka, q rahta dil bekarar unke jane par, dete h wo itne gum fir b q hoti h meri unse juda hone pe aankhe nam, dete h wo dard itna muje ki btaya b nhi jata fir b wo hi q mere iss dil me rahte h.....
Jhootha pyar jata k thukra gaya koi, jhoothe sapne dikha k jaga gaya koi, jhoothi hassi de kar fir rula gaya koi, khata uski nhi hmari thi, uspe aitbaar kiya ye galti hmari thi....
Tuesday 13 September 2011
dard bhari shayries
Log puchte h...
Log puchte h mujse kya raaz h meri baato ka, log puchte h mujse kya saaz h mere suro ka, log puchte h mujse q h itna dard meri baato me, log puchte h mujse kaun h meri sanso me, h diye jisne itne gam, kaun h wo itna beraham, log puchte h mujse uska naam har dam..
bhula du tumhe main...
Dil chahta ki bite huye kal tarah bhula du tumhe, dil chahta h saath bitaye lamho ko khwaab samjh k bhula du mai, par bhulau kaise tumhe mai, tumse dur ja kar bhi jo h parchhai tumrhari mere peechhe usse dur jau kaise main..
kyon dur karte hain Ishwar unhe humse..
jisse hm jaan se jyada pyar krte hai, Ishwar unhe hi hmse dur q krte h,agr dur unhe krna hi hota h to wo kisi ko hmare dil mein jagah dilate hi q h..
dosti
Nasib se milti h daulat, nasib se milti h chahat, nasib se milta h pyar, par sirf khushnasibi se hi mil pata h tum jaisa yaar....... Mis u all.....
Monday 12 September 2011
zindagi to ek kitaab hai
zindagi to ek kitaab hai, jisme laakho sawal aur jawab hai, jiska har ek paath laa jawab hai,iske har ek panne mein hote na jaane kitne khwaab hai, jee lo zindagi ko apna har gam bhula kar, kya pata kal koi iss kitaab mein saath ho ya na ho....
Subscribe to:
Posts (Atom)