Monday 12 September 2011

zindagi to ek kitaab hai

zindagi to ek kitaab hai, jisme laakho sawal aur jawab hai, jiska har ek paath laa jawab hai,iske har ek panne mein hote na jaane kitne khwaab hai, jee lo zindagi ko apna har gam bhula kar, kya pata kal koi iss kitaab mein saath ho ya na ho....

No comments:

Post a Comment