Thursday 8 September 2011

kyon aaye the

kyon aaye the kareeb jab dur jana hi tha, kyon banaya tha apna jab begana  karna hi tha, kyon dikhaye jhoothe sapne jab unme tumhe samana hi  nhi tha, kyon kiye the wade jab unhe iss kadar tod jana hi tha, na zidd ki thi maine tumhe pane ki aur na aajmane ki, kahte ho wafa daar ho tum jabke wafa kya hoti tumne kabi jana hi nahi tha....

No comments:

Post a Comment