Wednesday 18 April 2012

ek tara hoon main....

Aasman me chamkta ek tara hon main, aasman ka sabse khubsurat nazara hon main, nahi ho sakti bin mere roshni aasman me, bin mere na puchhega koi usse, pure aasman ki khubsurti badata eklauta sitara hon main, aasman ka dil aur uski aatma hon main, aasman ka dhadakta dil hon main, aasman ka gorur hon main, aasman ki aankhon ka noor hon main kyon aasman me chakta ek tara hon main....

No comments:

Post a Comment