Monday 9 April 2012

pyar kya h........

Kisi ne puchga mujse pyar kya h kisi shayar ki gazal ya kisi lekhak ki kalpna, hmne kaha jo likha milta h kitabon me wo hi pyar naam k ek jeev ka naam h, jo aaj kal nhi paya jata, usne fir hmse puchha jo dikhta h duniya k baazar me wo b to yar pyar h hmne kaha ki shayad tmhara dimag kharab h, jo dikhta h duniya k bazar me wo pyar nahi uska sautela bhai dilon ka aur matlab ka vyavhaar h jise log  pyar se  hi dhokha bhi hai bulate..

No comments:

Post a Comment