Tuesday 29 January 2013

kaisa bandhan hai......


kaisa bandhan hai


Kabi dur tumse jana chahte hai to kabi karib tumhare aana chahte hai, kabi juda tumse hona chahte hai to kabi tumhe pana chahte hai, bhulana chahte hai kabi wo teri baate to kabi unhe yaado me basaye rakhna chahte hai, jane ye kaisa bandhan hai kabi isse todna chahte hai to kabi isme bandh kar zindagi guzarna chahte hai..

No comments:

Post a Comment