this is not only a hindi sher o shayri site, there is also u can see short stories, articals, poetry in ur own language yes off course in hindi......
Saturday, 23 July 2011
उफ़ ये गर्मी
वीरान है ज़िन्दगी,सूनी है हर ख़ुशी ,उम्मीदों की है सरज़मीं ,उसके आने का है इंतज़ार ,जिसके आने से जीवन में आ जाए एक नया खुमार ,उफ़ ये इंतज़ार अब नहीं होता बर्दाश्त ,जाने कब आएगी बरसात मेरे यार, अब तो जान ही ले लेगी ये गर्मी उफ़ ये गर्मी ,अब छीन ही लेगी ये हर ख़ुशी उफ़ ये गर्मी,अब तो जीने नहीं देगी हाय ये गर्मी,उफ़ ये गर्मी।
Friday, 8 July 2011
hm unhe beintha chahne lage wo b hmare karib aane lage, kush the hm unka sath pa kar, par ye khushi pal do pal ki nikali, jitnee aayi thi unke hmare beech nazdikiya ab usse jyada duri badne lagi, fir yaad aayi uss dost ki baat jisne kaha tha ek baar "jyaada khush mat ho mere yaar, jyada khush mat ho uska saath pa kar kyon ki aksar jyaada nazdikiyo k baad kabi na khatm hone wali duri hoti hai..
Thursday, 7 July 2011
aansu
koi saath de na de par ye aankhko se behte huye ye
aansu hmesha saath dete h, jab koi apna hmse dur chala jata hai tab ye
aankho se behkar hmara saath dete hain aur agar koi bichda mil jaaye
tab ye aankkho se beh nikal kar khushi ka izhaar karte hain, koi b
khushi ho ya gam ho, shareer pe ye fir dil mein koi chot lagi ho ye
aankho se beh kar hal-e-dil bayan kar jate hain, koi laash chhupaaye
apne dil ki baat ko aankho se bechte ye ask kabi kisi baat ko raaz nhi
rahne dete hain, khushi ho ye gam dono mein ye saath dete hain
Subscribe to:
Posts (Atom)