this is not only a hindi sher o shayri site, there is also u can see short stories, articals, poetry in ur own language yes off course in hindi......
Monday, 26 March 2012
Hain q gam itne zindgi me meri
Hain
q gam itne zindgi me meri, hai q nam itni aankhe meri, q thamta nhi
logo ka muje har lamha drd dene ka ye silsila, q rukta nhi ashko ka
kaafila mera, kya ho gayi mujse koi gila jo ye zindgi q aaj aise ban
chuki h dushman meri, dekhe the khwaab aankh ne kabi meri, hogi kahi
khushiyo bhari duniya meri, tod k khwaab unhe mila kya mujse, tabah kr k
zindgi meri dil puchta h mera ye sawal unse ki aakhir kya khushi unhe
mili hogi, hai logon kee har lamha mujhse ki gayi bewafai se hi namm
ye aankhe meri.....
Sunday, 18 March 2012
jinhe tumhari jarurat tumse bhi jyada hai.....................
apne liye to sab jeete hain, kabi unke liye jee kar dekho jinhe tumhari jarurat tumse bhi jyada hai, kabi apne zindagi se mayus ho to kabi unke dard ko dekho jinhe tumhari zindagi ki jarurat tumse bhi jyada hai, uss rab ne di zindagi tumhe kuch haasil karne ki, tumne socha jahan ki har khushi haasil kar lu,
par na kar sakte to zindagi se hatas huye, par uss rab ki marzi ko to ek baar dekho, di aakhir usne tumhe ye zindagi kisliye, shayad tum hi wo unn sabake maseeha jinhe tumhari zarurat tumse bhi jyada hai, aaj lagta hai dil me dard sirf tumhare hai, tumhare apne hi tumse door chale gaye hai, jara unke liye socho jo har tarah se bebas, unke liye badao aage haath jinhe tumhari jarurat tumse bhi jyada hai.....................
par na kar sakte to zindagi se hatas huye, par uss rab ki marzi ko to ek baar dekho, di aakhir usne tumhe ye zindagi kisliye, shayad tum hi wo unn sabake maseeha jinhe tumhari zarurat tumse bhi jyada hai, aaj lagta hai dil me dard sirf tumhare hai, tumhare apne hi tumse door chale gaye hai, jara unke liye socho jo har tarah se bebas, unke liye badao aage haath jinhe tumhari jarurat tumse bhi jyada hai.....................
sad shayri
Q sirf nasib me muje aansu h har waqt mile , q dard itne muje bewazah yu sahne pade, thamta q nhi ye gam ka silsila ab, q mayusiyon k saaye har waqt muje rahte h aise ghere huye, ji chahta h kahi chhip jaau mai, na kahi muje meri parchhai mile aur na bina gunah k mili muje zindgi bhar ki koi saza mile, ji chahne laga h q ab mera ki chhod du daaman ab zindgi ka, gale lag k maut ko chhod ab du ashko ka ab ye silsila, tootne laga h ye ab jeene ka hausla mera, dil mein toofan ban ye sawal uthta hai har bar q sirf nasib me muje aansu h har waqt mile q dard itne muje bewazah yu sahne pade....
Sunday, 11 March 2012
mere aas paas aaj bhi tu h .."
"inn hawao k jhoke me tu h, iss fiza me felly har khushbu me tu h, din k ujale se lekar raat ki gehrai me tu h, zindgi ki ummid se le kr akhiri sans me tu h, kahte h kahne wale mujse ki tune chhod diya h sath ab mera, duniya me kahi nhi h ab astiva tera, fir q har pal lagta h muje ki mere aas paas aaj bhi tu h .."
Saturday, 10 March 2012
Subscribe to:
Posts (Atom)