
this is not only a hindi sher o shayri site, there is also u can see short stories, articals, poetry in ur own language yes off course in hindi......
Monday, 15 July 2013
हर दफा दिल की सुनते हैं

Saturday, 13 July 2013
मोमोस

Thursday, 11 July 2013
जी चाहता है
तुझसे मिलने को जी चाहता है, तेरे दिल में बसने को जी चाहता है, गुजारु कोई लम्हा संग तेरे उस शाम के आने का दिल चाहता है, आ कर तेरी बाहों में टूट कर यु बिखर जाने को जी चाहता है, तेरी साँसों से हो कर तेरे दिल में उतर जाने को जी चाहता है, तेरे प्यार में खुद को भुला देने को जी चाहता है, तेरी नज़रो में नहीं तेरे दिल की धडकनों में समां जाने को जी चाहता है, और क्या बताऊ तुझे मैं तुझसे दूर नहीं बस तेरे करीब रहने को जी चाहता है, रह नहीं सकते कभी बिन तेरे हम इसलिए बस इतना सा ही दिल ये मेरा चाहता है की तेरी आघोष में ही उस गहरी नींद में सो जाने को जी चाहता है, जुदा तुझसे होने से पहले ही तेरी गोद में सर रख कर इस दुनिया से विदा होने को जी चाहता है।
Wednesday, 10 July 2013
chahat nahi hai ab kahi dikhti....
Sachhi
chahat karne walo ko sachhi aashiki nhi milti, sachhi aashiki karne
walo ko
sachhi mohbbat nahi milti, sachhi mohbbat krne walo ko wafadaari nahi
milti, wafa karne walon ko sachhi mohabbat nahi milti,
Jo agr mil jaye kisi ko uski chahat ke badle chahat, mil jaye agr kisi
ko mohbbat ke badle mohabbat tab aage baat bdane ki himmat nhi hoti, mil
jaye agr himmat
bhi aur btaye baat dil ki jab mummy ko tab sun kar ye mohbbat ka
afsana tabiyat unki nhi khilti, jo khil jaye agr tabiyat unki bhi to
papa se baat nahi banti, jo ban jaye agr baat bhi papa se aisi kismat
nhi
milti, jo agr mil jaye kismat bhi aisi, pa jaye apni chahat aisi chahi
thi khwaabo me jaisi par fir wo pahle wali baat nahi banti, barso
baras ke intezaar ke baad milan ki aas dil mein liye anekon khwaab dil
mein liye jab badte hain aage tab jaane kyon is dil ki nahi chalti, jo
chal jaaye agar is dil ki to jaane kyon unse hai doori aane lagti,
doori jo kam karna chaaho fir bhi jaane kyon unse hi ye aur bhi badne
lagti, chal jaye
agr in dooriyon ke baad bhi ye zindagi, rah jaaye wo khaamoshiyon ke baad
bhi agar saath bhi, saath ho kar bhi hamnasin saath nahi, pyaar ho kar
bhi ek doosre se paas nahi,sachhi chaahat karne walon ki sachhi aashiki nahi milti kyonki ab mohabbat karne walon mein wo
laila majnu wali chaahat kahan hai dikhti, aaj pyaar bana hai vyaapar tabhi ab isme mohabbat pe fana hone ki kisi ki hasrat nahi hai milti...
--
Thanks and Regards
*****Archana*****
--
Thanks and Regards
*****Archana*****
romantic poem- mera dilbar mera hamnasin....
Dhundti
hai jise nazre meri intezar me jiske har ghadi hoga wo
inn hawao me chhipa kahi, dhundti hai jise mere dil ki dhadkan har ghadi
rehta hoga wo iss jahaan mein yahi kahi, karti hain intezar meri
saanse jiski saanso se mil jane ka hoga wo kahi to kisi aangan me mera
hamnasin, hoga usse bhi intezar milne ka hmse shayad kahi, dekhta hoga hme hi
wo har gali aur har raste, dhoondti houngi uski nazare bhi mujhe har pal aur ghadi, karke koi yaad dil me meri chhavi mand mand
muskata hoga, kahi to hoga wo jo dilbar sirf hmara hoga,
Din beete mahine beete aur beet gaye saalo saal par nahi aaya wo mere paas jisko kiya hmne har pal yaad, dhundti rahi meri ankhiya rah me jiski palke bichhaye, jiska kiya umar bhar intezaar bas wo hi na hmse milne aaye,
jeevan ki aakhiri dor chhutti ab jati hai aankhe ab usse dhundti aur dil se bas ye hi aawaz aati hai aa jaye ab to wo le kar apni baho mein mujhe mere duniya ko vida kehne se pahle, wo ab to keh de sadiyon se ek tum hi to bas meri ho aur mai bhi sirf tumhara hoon, karta hoon itni mohbbat tumse ki bin tumhare adhura hoon, waqt ke haatho bebas tha mai jo mil na saka tumse kabhi par aaj jo mila tumse tum dur mujhse jane lagi, na jao tum mujhe ab akela yu chhod ke kyon ki tum bin main kahan pura hu,
dhundti hain nazre meri jise har ghadi chhipa hoga wo is hawa ke jhonkon mein kahi, dhundta hai jise mera ye pagal man chhipa hoga wo is fiza mein kahi,
Din beete mahine beete aur beet gaye saalo saal par nahi aaya wo mere paas jisko kiya hmne har pal yaad, dhundti rahi meri ankhiya rah me jiski palke bichhaye, jiska kiya umar bhar intezaar bas wo hi na hmse milne aaye,
jeevan ki aakhiri dor chhutti ab jati hai aankhe ab usse dhundti aur dil se bas ye hi aawaz aati hai aa jaye ab to wo le kar apni baho mein mujhe mere duniya ko vida kehne se pahle, wo ab to keh de sadiyon se ek tum hi to bas meri ho aur mai bhi sirf tumhara hoon, karta hoon itni mohbbat tumse ki bin tumhare adhura hoon, waqt ke haatho bebas tha mai jo mil na saka tumse kabhi par aaj jo mila tumse tum dur mujhse jane lagi, na jao tum mujhe ab akela yu chhod ke kyon ki tum bin main kahan pura hu,
dhundti hain nazre meri jise har ghadi chhipa hoga wo is hawa ke jhonkon mein kahi, dhundta hai jise mera ye pagal man chhipa hoga wo is fiza mein kahi,
Saturday, 29 June 2013
ईश्वर वाणी-४४,प्रभु कहते हैं हमे दूसरों की अपेक्षा सदा अपने ह्रदय की सुन्नी चाहिए (ishwar vaani-44)
प्रभु कहते हैं हमे अपने जीवन में केवल वो ही कार्य करने चाहिए जो ईश्वर
की दृष्टि में श्रेष्ट हो, हमे सदा उनके बताये गए मार्ग पर चलना चाहिए
चाहे इसके लिए हमे खुद ही कितने कष्ट एवं विरोध और आलोचनाओ को सहना पड़े
किन्तु विचलित हुए बिना निरंतर प्रभु की बातों का अनुसरण कर उनके द्वारा
बताये गए मार्ग पर ही चलना चाहिये।
प्रभु कहते हैं
यदि हम दुनिया और लोगों को खुश रखने और ये सोच कर कोई कार्य करते हैं की
यदि हमने ऐसा कार्य नहीं किया तो लोग क्या कहेंगे और ये सोच कर हम प्रभु
मार्ग पर चलने से डरते हैं तो ऐसे लोग कभी खुश नही रह सकते क्योंकि यदि कोई
भी व्यक्ति दुनिया की बातों को दिल से लगा कर लोगों द्वारा बताई गयी बातों
में आ कर उनके जैसा व्यवहार करता है तो भी ये दुनिया वाले उसके कार्य में
कोई न कोई त्रुटी निकाल कर एक ऐसी स्तिथि में पंहुचा देते हैं की व्यक्ति
इसके बाद न तो प्रभु का और ना ही इस दुनिया का रह जाता है।
प्रभु
कहते हैं हमे दूसरों की अपेक्षा सदा अपने ह्रदय की सुन्नी चाहिए और उसी
के अनुरूप ही अपना आचरण करना चाहिए क्योंकि की प्रभु का निवास स्थान भी
ह्रदय ही है, ह्रदय से आने वाली आवाज़ सदा ईश्वर की होती है और हमे सदा गलत
और सही का बोध कराती रहती है।
ईश्वर इस बात को
स्पष्ट करने हेतु एक गधे की और एक चूहे की दो अलग-अलग कहानिया सुनते है जो
लोगों की बातों में आ कर किस प्रकार कष्ट पाते है।
इसलिए
प्रभु कहते हैं की हमे सदा अपने ह्रदय की सुनते हुए प्रभु के बताये गए
मार्ग पर चलना चाहिए, लोग एवं दुनिया की परवाह न करते हुए केवल प्रभु के
ध्यान में रहते हुए ईश्वर के द्वारा बताये गए कार्यों में सदा विलीन
रहना चाहिये।
आमॆन।
Subscribe to:
Posts (Atom)