Tuesday, 24 September 2013

ishwar ne har dafa usiko mujhse chhina hai

"ishwar ne har dafa usiko mujhse chhina hai jo mujhe duniya mein rab se bhi jyada aziz raha hai, shayad jalta hai rab meri meethi khushi se tabhi usne meri jine ki har wazah ko har dafa chhina hai, khud ko param dayalu kahta hai wo par sach to ye hai ki sirf ek pathhar k siwa aur kuch nahi hai, jine ki wazah dikha kar usse chhin lena yehi uski aadat hai ye hi uski niyat hai aur ye hi uski fidrat hai('$')"

jo juda na sake fir kabhi hum unse unka saath sirf bas aisa chahiye

"mujhe to tere pas aane ki bas wazah chahiye, jo chhina hai tune mujhse uske paas rahne ki jagah chahiye, thak chuke hai chalte chalte bahut hm ab to sukun se baithne ke liye bas ek kinara chahiye, royi hai meri aankhe jiski judai par, aah uthti hai seene mein jiski har wafai par, bas jine par na sahi marne k baad hi sahi jo juda na sake fir kabhi hum unse unka saath sirf bas aisa chahiye"

जीने की कोई आस नही दिखती,

"जीने की कोई आस नही दिखती, बेवजह सी है ये जिंन्दगी लगती,ऐ मेरे खुदा जरा तू अब तो सुनले मेरी ये फरियाद बुला ले मुझे तू अपने पास"

Sunday, 22 September 2013

Bhaawnaheen Bhagwan

"Kabhi kabhi hume apne dil ke virdhh faisle karne padte hain, ishwar hume aise modd pe kyon le aata hai, ek taraf to khushiya deta hai jannat zamin pe hai ye dikhata hai aur doosri taraf wo sab khuch chheen kar sirf dil mein dard aur aansu de jaata hai, ye mana sab kuch usii ka hai, wo jab chahe hume kuch de aur jab chahe chheen le, shayad wo aisa isliye karta hai kyonki wo bhaawnaheen hai, uske seene mein dil nahi pathhar hai tabhi usse prathnao aur bhaavnao se matlab nahi jab chaahe bas usse hum se juda kar deta hai ye kah kar ki ab tumhra yaha samay poora hua, ye bhaavnaheen bhagwan kya kisi ki bhavnao ki kadra karega ye to sirf aanu hi dega kyonki iski fitrat hi ye hai"

मैं ही वो दीपक हूँ जलता हुआ"

"hai jarurat nahi muje chand sitaro ki, hai jarurat nahi muje in nazaro ki, tadpa ke khud ko jo dur krta hoon andhera sabka main hi wo wo Deepak hoon jalta hua"

"है जरुरत नहीं मुझे चाँद सितारों की, है जरूरत नहीं मुझे इन नजारों की, तडपा के खुद को जो दूर करता  अँधेरा सबका मैं ही वो दीपक हूँ जलता हुआ"

मेरे मरने पर अपने अश्क ना बहाना

मेरे मरने पर अपने अश्क ना बहाना ऐ मेरे यारों,नहीँ तो ये अश्क मुझे फिर से खीच लायंगे इस दुनियाँ मेँ उस रब से मिला कर

Thursday, 12 September 2013

kavita- unke har diye har dard par bhi hum har pal muskurate rahe

"unke har diye har dard par bhi hum har pal muskurate rahe, wo hume ashk dete rahe aur hum humesha unhe chhipate rahe, socha tha shayad unhe ek din ahsaas hoga apne diye in zakhon ka, kabhi to band hoga unke in sitamon ka silsila, tha pata khudko behla rahe the hum, unke har jhooth ko bhi sachh man kar ussi ko zindagi maan rahe the hum, par ek bewafa se humne jo wafa-ae- ummid ki galti ki, kuch nahi yaaron ussi ki hi saza mujhe mili, aakhon mein aasuon ke saath aaj jeene par mazboor hoon, maut ko bulate hain apne paas par afsos usse bhi koshon door hoon, chaha tha kisi ko jahan apnee zindagi samajh kar ussi ne chheen le meri zindagi aur main zinda laash ban kar jeene par mazboor hoon"