"ishwar
ne har dafa usiko mujhse chhina hai jo mujhe duniya mein rab se bhi
jyada aziz raha hai, shayad jalta hai rab meri meethi khushi se tabhi
usne meri jine ki har wazah ko har dafa chhina hai, khud ko param dayalu
kahta hai wo par sach to ye hai ki sirf ek pathhar k siwa aur kuch nahi
hai, jine ki wazah dikha kar usse chhin lena yehi uski aadat hai ye hi
uski niyat hai aur ye hi uski fidrat hai('$')"
No comments:
Post a Comment