"unke har diye har dard par bhi hum har pal muskurate rahe, wo hume ashk dete rahe aur hum humesha unhe chhipate rahe, socha tha shayad unhe ek din ahsaas hoga apne diye in zakhon ka, kabhi to band hoga unke in sitamon ka silsila, tha pata khudko behla rahe the hum, unke har jhooth ko bhi sachh man kar ussi ko zindagi maan rahe the hum, par ek bewafa se humne jo wafa-ae- ummid ki galti ki, kuch nahi yaaron ussi ki hi saza mujhe mili, aakhon mein aasuon ke saath aaj jeene par mazboor hoon, maut ko bulate hain apne paas par afsos usse bhi koshon door hoon, chaha tha kisi ko jahan apnee zindagi samajh kar ussi ne chheen le meri zindagi aur main zinda laash ban kar jeene par mazboor hoon"
this is not only a hindi sher o shayri site, there is also u can see short stories, articals, poetry in ur own language yes off course in hindi......
Thursday, 12 September 2013
hme malum na tha-kavita
"pyar
kya hota h hme malum na tha, dard kya hota h hme malum na tha, milan
aur judai, khushi aur gam, muskan aur fir ashko ko b hmne kabi pehchana
na tha, jane kaise tum mujhe mil gaye, kami thi jiski zindagi mein wo
rang mujhe mil gaye, jin bato ko pahle jana aur pehchana na tha, jinse
mera kabi afsana na tha aaj wohi meri pehchan ban gaye,
de kar hasi kuch pal ki mujhe zindagi bhar k liye rota chhod gaye, manga tha bas itna hi unse jivan bhar ka sath jiska, wo kuch dur tak to chale tham kar hath mera fir kisi aur k gale lag gaye mujhe akela chhod gaye,
tanha aur akeli zindagi mein aaj pata chala mujhe ki aakhir pyar kya hota hai, bewafa aashik ki yaad mein jab ye dil pal pal tadap kar rota hai tabhi apni iss nadani ka ahsas hota hai, tabi mohbbat me khud ko kitna luta chuke h iska ahsas hota h, tabi wafadari ki iss khata ka ahsas hota h"
de kar hasi kuch pal ki mujhe zindagi bhar k liye rota chhod gaye, manga tha bas itna hi unse jivan bhar ka sath jiska, wo kuch dur tak to chale tham kar hath mera fir kisi aur k gale lag gaye mujhe akela chhod gaye,
tanha aur akeli zindagi mein aaj pata chala mujhe ki aakhir pyar kya hota hai, bewafa aashik ki yaad mein jab ye dil pal pal tadap kar rota hai tabhi apni iss nadani ka ahsas hota hai, tabi mohbbat me khud ko kitna luta chuke h iska ahsas hota h, tabi wafadari ki iss khata ka ahsas hota h"
archu shayri collection
meri subah na hoti thi
"jiske
naam k bager meri subah na hoti thi usine umar bhar k liye tanha mujhe
chhod diya, jike bager na dil me koi dhadkan thi usi ne mera dil perro
tale kuchal diya, jiske hr sitam b hm hass kar rahte the ye soch kr ki
kabi to usse meri mohbbat ka ahsas hoga, socha na wo hi ek din bewafai
ka gam de kar umar bhar k liye rula jayga jiskee khushi k liye uske
sitam k hr jakham ko hmne chhipaya tha.........."
usse
fikar nai
"usse
fikar nai mere tarane ki, usse fikar nai mere afsane ki, maine to
zindagi naam kar di jiske liye usi ne fikar nai ki mere chahne ki, maine
to kar di kurban har khushi jiski ek muskan k liye par usne hi fikar
nai ki mere iss zahan se jane ki"
tera intzar karenge-kavita
"jin
raahon pe akela tumne hme chhoda hai unn raho par umar bhar bas tumhara
intzar karenge hum, tum aao ya na aao ye marzi hai tumhari, par nazre
bichhaye har pal tumhara hi intzar krenge hum,
hai pta hume tum to ho bewafa fir b wafadar banke wafadari nibhaynge hum,
tum chahe na chaho hume par umar bhar tumhi se mohbbat krenge hum,
bas jaye chahe dil mein tumhare noor-ae-jannat koi par tumhe apne dil se nikalne se pahle mar jaynge hum"
hai pta hume tum to ho bewafa fir b wafadar banke wafadari nibhaynge hum,
tum chahe na chaho hume par umar bhar tumhi se mohbbat krenge hum,
bas jaye chahe dil mein tumhare noor-ae-jannat koi par tumhe apne dil se nikalne se pahle mar jaynge hum"
"जिन
राहों पे अकेला तुमने हमे छोड़ा है उन राहों पर उम्र भर बस तुम्हारा ही
इंतज़ार करेंगे हम, तुम आओ या न आओ ये मर्ज़ी है तुम्हारी पर नज़ारे बिछाए हर
पल तुम्हारा ही इंतज़ार करेंगे हम,
है पता हमे तुम तो हो बेवफा फिर भी वफादार बनकर वफादारी निभायंगे हम,
बस जाये चाहे दिल में तुम्हारे नूर-ऐ-जन्नत कोई पर तुम्हे अपने दिल से निकलने से पहले मर जायंगे हम "
Archu Shayri Collection
Hai Jarurat nahi mujhe
"hai
jarurat nahi muje chand sitaro ki, hai jarurat nahi muje in nazaro ki,
tadpa ke khud ko jo dur krta hoon andhera sabka main hi wo wo Deepak
hoon jalta hua"
Nashe ki Aadat
"jis
tarah nashe ki jab aadat pad jati hai tab uski kadwahat hi sabse meethi
lagne lagti hai, waise hi jab nafarat had se jyada bad jati hai wo hi
mohbbat ki shuruat hoti hai aur jab mohbbat ek aadat pad jati hai wo hi
duriyo ki ek wazah ban jati hai"
Dard Ae Dil Ki Dastan
"apne dard ae dil ki dastan ko jb jb hmne kara unse bayan wo kahne lage kamal kr diya sahiban "
ek dost nazar nahi aata hai
"mujhe unme ek dost nazar nahi aata h aur jo hai dost mera jaan chuke h usse iss kadar ki usme mujhe koi nazar nahi aata hai"
uske liye aasan tha
"uske liye aasan tha mujhe akele chhod dena par mere liye namumkin h uske bina rah pana"
Wednesday, 4 September 2013
jiske naam k bager meri subah na hoti thi usine umar bhar k liye tanha mujhe chhod diya
"jiske naam k bager meri subah na hoti thi usine umar bhar k liye tanha mujhe chhod diya, jike bager na dil me koi dhadkan thi usi ne mera dil perro tale kuchal diya, jiske hr sitam b hm hass kar sahte the ye soch kr ki kabi to usse meri mohbbat ka ahsas hoga, kabhi to usse bhi mujhse hi pyaar hoga, thaam lega haath mera apni mohabbat samajh kar, apna lega mujhe wo bhi maan kar apna humsafar, socha na wo hi ek din bewafai ka gam de kar umar bhar k liye rula jayga jiskee khushi k liye uske sitam k hr jakham ko hmne chhipaya tha, kya pata tha hume wo hi meri wafa ke badle bewafai iss kadar nibhayega.........."
Tuesday, 3 September 2013
उसे ज़रुरत नहीं मेरी चाहत की,
उसे ज़रुरत नहीं मेरी चाहत की, उसकी आरजू नहीं
मेरी मोहब्बत की, उसकी ख्वाइश नहीं मुझे पाने की, उसकी हसरत नहीं संग मेरे
ज़िन्दगी बिताने की, तमन्ना नहीं उसकी मेरा हो जाने की,
अब
जीना नहीं मुझे उसके लिए जिसने कभी समझा ही नहीं अपने काबिल कभी मुझे, बोझ सी
लगने लगी है ये ज़िन्दगी अब मुझे, हर पल रहता है मौत का इंतज़ार उसके बिना
अब मुझे,
नहीं
रही अब कोई आरजू ज़िन्दगी की मेरी, नहीं रही कोई ख्वाइश जिंदगी की अब मेरी,
अरमानो से भरे इस दिल के टूटने के बाद अब हसरत ही नहीं रही जीने की अब मुझे,
तमन्ना ही नहीं रही किसी ख़ुशी की मुझे अब ,
ऐ
मेरी ज़िन्दगी दे दे मौत अब तो मुझे, नहीं जीना उसके बिना अब मुझे , ऐ मेरी जिंदगी सब
छोड़ चले जहाँ साथ मेरा मुझे अकेला छोड़ कर तू भी छोड़ दे साथ अब मेरा, अब तो मौत के आघोस में सोने दे मुझे, ऐ मेरी जिंदगी अब छोड़ दे मुझे,
थी मुझे जीने की चाहत जिसके साथ जब उसी ने छोड़ दिया है मेरा हाथ , ऐ मेरी जिंदगी तू भी दिखा दगा और मुझे अब अकेला छोड़ दे,
उसे ज़रुरत नहीं मेरी चाहत की, उसकी आरजू नहीं
मेरी मोहब्बत की, उसकी ख्वाइश नहीं मुझे पाने की, उसकी हसरत नहीं संग मेरे
ज़िन्दगी बिताने की, तमन्ना नहीं उसकी मेरा हो जाने की,
Subscribe to:
Posts (Atom)