Wednesday 18 January 2012

tumhare dil ne h pukara muje abi kahi.....

Halki c hawa lagi abi abi, kya tumne mud kar dekha yahi kahi, ek mithi c dhun suni abi abi, kya tumne kuch kaha abi yahi, ye fizao me aaj ek ajab nasha h, kya tumhare laboon pe b mera naam aaya h, h aaj mausam kuch badla badla sa, kya tumhare dil ne h pukara muje abi kahi.....

No comments:

Post a Comment