Sunday 22 January 2012

ishk ka asar mujhpe hua hai....


Jane kya muje ye hua hai, ye dil kisko pukar raha hai, ye meri dhadkane kiska naam baar baar pukarti hain, kyu hu mai bechain iss kadar, kyu ruthi nindiya meri aankhiyo se, kise dhundti hai har waqt meri ye nazre, ae khuda muje ye kya hua hai, hai ye kisne kiya jadu mujpar ya fir kisi ke ishk ka asar mujhpe hua hai...
.

No comments:

Post a Comment