Wednesday 11 January 2012

sad shayri

jab lagta hai ab sab kuch shaant hai, tab hi achaanak toofan kyon aata hai, jab lagta hai apna koi paas hai fir achaanak wo hmse door kyon ho jata hai, paas lana aur door karna, nazdik la kar zuda karna ye to marzi hai uss rab ki, par kisi ko dil mein panah dila kar jhoothe khwaab dikha kar wo rab hume kyon tadpata hai..............

No comments:

Post a Comment